Bhakti » Devotional Readings » Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar

Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar

Lyrics Hindi, English and Video

Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar

Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar

 

 

Ab Saup Diya Is Jeevan Ka Sab Bhar (Lyrics English)

Ab saup diya is jeevan ka sab bhar tumhare haatho mein
Hai jeet tumhare hatho mein aur haar tumhare hatho mein (x2)

Mera nishchay bas ek yahi ek baar tumhe mai pa jaaun
Ek baar tumhe mai pa jaaun
Arpan kar du duniya bhar ka sab pyar tumhare haatho mein

Ab saup diya is jeevan ka sab bhar tumhare haatho mein
Hai jeet tumhare hatho mein aur haar tumhare hatho mein

Jo jag mein rahun to aise rahu jo jal mein kamal ka fool rahe
Jo jal mein kamal ka fool rahe
Mere gun dosh samrpit ho bhagwan tumhare haatho mein

Ab saup diya is jeevan ka sab bhar tumhare haatho mein
Hai jeet tumhare hatho mein aur haar tumhare hatho mein

Yadi maanus ka mujhe janma mile tab charno ka mai pujai banu
Tab charno ka mai pujai banu
Is pujag ki eke k nas ka sab taar tumhare hatho mein

Ab saup diya is jeevan ka sab bhar tumhare haatho mein
Hai jeet tumhare hatho mein aur haar tumhare hatho mein

Jab jab sansar ka kaidi banu nishkam bhav se karm karoon
Nishkam bhav se karm karoon
Fir ant samay mein pran taju nirakar tumhare hatho mein

Ab saup diya is jeevan ka sab bhar tumhare haatho mein
Hai jeet tumhare hatho mein aur haar tumhare hatho mein

Mujhame tujhame bas bhed yahi mai nar hun aap narayan ho
Mai nar hun aap narayan ho
Mai hun sansar ke haatho mein sansar tumhare haatho mein

Ab saup diya is jeevan ka sab bhar tumhare haatho mein
Hai jeet tumhare hatho mein aur haar tumhare hatho mein