Bhakti » Aarti » Satyanarayan Swami Ji Ki Aarti

Satyanarayan Swami Ji Ki Aarti

Lyrics Hindi, English and Video

Satyanarayan Swami Ji Ki Aarti

Satyanarayan Swami Ji Ki Aarti

 

 

Satyanarayan Swami Ji Ki Aarti (Lyrics English)

Jai Lakshmi Ramana, Swami Jai Lashmi Ramana, Satyanarayan Swami, Jan Patak Harana, Jai Lakshmi Ramana

Ratan Ja Rat Singhasan, Adhbut Chabee Rajey Narad Kahat Niranjan, Ghanta dhun bhajey Jai Lakshmi Ramana.............

Praghat Bhaye Kali Karan, Dwaj Ko Daras Diya Budha Brahman Bankey, Kanchan Mahal Kiya Jai Lakshmi Ramana.............

Durbal Bhil Kathier, Jan Par Kripa Karey Chandra Choor Ik Raja, Jinaki Vipat Hare Jai Lakshmi Ramana.............

Vayesh Manorath Payo, Shradha Uj Dini So Fal Bhogyo Prabhji, Fer Ustati Kini Jai Lakshmi Ramana.............

Bhav Bhagti Ke Karan, Chhin Chhin Roop Dharya Sharda Dharan Kini, Tin Ka Karj Sarya Jai Lakshmi Ramana.............

Gwal Bal Sang Raja, Ban Mein Bhagti Karey Man Vanchit Fal Dino, Deen Dayal Harey Jai Lakshmi Ramana.............

Charhat Prasad Sawayo, Kadali Fal Mewa Doop Dheep Tulsi Se, Raje Sat Deva Jai Lakshmi Ramana.............

Shri Satya Narayan Ji Ki Aarti jo koi gaavey Kahat Shianand Swami Man Van Chit Fal Paavey Jai Lakshmi Ramana...........